Kuch bate dil me bahut dard deti hai...behtar yahi hota hai ki apni tanhai me inhe dil se nikal do...par kaun sunega ye...ye dil ka jakham hai ise kudedan me bhi nahi daal sakte...behtar yahi hoga ki is eBlog ke jariye kahi sanjoye rakhu...pata nahi kab is dil ko ek aur jakham mil jaye...ye dard kam se kam use jine ka sahara to denge
No comments:
Post a Comment