Kuch bate dil me bahut dard deti hai...behtar yahi hota hai ki apni tanhai me inhe dil se nikal do...par kaun sunega ye...ye dil ka jakham hai ise kudedan me bhi nahi daal sakte...behtar yahi hoga ki is eBlog ke jariye kahi sanjoye rakhu...pata nahi kab is dil ko ek aur jakham mil jaye...ye dard kam se kam use jine ka sahara to denge
Wednesday, March 30, 2011
Friday, March 25, 2011
My One of the fav song's lyrics

Hamsafar Chaahiye Umr Bhar Chaahiye
Hamsafar Chaahiye Umr Bhar Chaahiye
Hamsafar Chaahiye, Umr Bhar Chaahiye
Hamsafar Chaahiye, Umr Bhar Chaahiye
Aapke Pyaar Ki Ik Nazar Chaahiye
Aapke Pyaar Ki Ik Nazar Chaahiye
Dil Hai Beghar Ise Ek Ghar Chaahiye
Bas Yun Hi Dekh Kar Muskuraati Raho
Hey Hey Ey Hey
Bas Yun Hi Dekh Kar Muskuraati Raho
Bas Yun Hi Dekh Kar Muskuraati Raho
Ye Sahaaraa Mujhe Umr Bhar Chaahiye
Dil Hai Beghar Ise Ek Ghar Chaahiye
Hamsafar Chaahiye Umr Bhar Chaahiye
Aapke Pyaar Ki Ik Nazar Chaahiye
Dil Hai Beghar Ise Ek Ghar Chaahiye
Bas Yun Hi Dekh Kar Muskuraate Raho
O O O
Bas Yun Hi Dekh Kar Muskuraate Raho
Bas Yun Hi Dekh Kar Muskuraate Raho
Ye Sahaaraa Mujhe Umr Bhar Chaahiye
Dil Hai Beghar Ise Ek Ghar Chaahiye
Hamsafar Chaahiye Umr Bhar Chaahiye
Tum Ho Mere Sanam Tum Ho Mere Khudaa
Tum Ho Sab Se Alag Tum Ho Sab Se Judaa
Sochtaa Hoon Tumhein Doon Main Saughaat Kyaa
Dil To Dete Hain Sab Dil Ki Auqaat Kyaa
Sochtaa Hoon Tumhein Doon Main Saughaat Kyaa
Dil To Dete Hain Sab Dil Ki Auqaat Kyaa
Jaan Haazir Hai Meri Agar Chaahiye
Dil Hai Beghar Ise Ek Ghar Chaahiye
Hamsafar Chaahiye Umr Bhar Chaahiye
Main Akeli Rahi To Bikhar Jaaoongi
Aasraa Tum Na Doge To Mar Jaaoongi
Ye Na Samjho Ke Hai Do Qadam Kaa Safar
Ye Safar To Hai Laakhon Janam Kaa Safar
Ye Na Samjho Ke Hai Do Qadam Kaa Safar
Ye Safar To Hai Laakhon Janam Kaa Safar
Is Safar Mein Koi Hamsafar Chaahiye
Dil Hai Beghar Ise Ek Ghar Chaahiye
Aapke Pyaar Ki Ik Nazar Chaahiye
intezar-paap
Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar
Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar
Meri Subahon Ko Teri Shaamon Ka
Meri Shaamon Ko Tere Vaadon Ka
Meri Raaton Ko Tere Khaabon Ka
Meri Neendon Ko Teri Baahon Ka
Mere Jazbon Ko Teri Chaahon Ka
Bahaki-Bahaki Si Kuchh Khataaon Ka
Khoobasoorat Se Kuchh Gunaahon Ka
Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar
Apane Dilabar Ka Apane Hamadam Ka Apane Jaanam Ka Intazaar
Surkh Phoolon Se Mahaka Rasata Hai
Dil To Mera Magar Zard Patta Hai
Paas Aankhon Ke Sabz Manjar Hai
Dil Ka Mausam To Phir Bhi Banjar Hai
Mahaki-Mahaki Si Kuchh Hawaaon Ka
Bheegi-Bheegi Si Kuchh Ghataaon Ka
Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar
Apane Baadal Ka Apani Baarish Ka Apane Saawan Ka Intazaar
Apani Dhadakan Ka Apani Saanson Ka Apane Jeene Ka Intazaar
Koi Badali Kabhi Is Tarah Aayegi
Pyaas Sadiyon Ki Pal Men Bujh Jaayegi
Tujhako Lauta Ke Meri Aagosh Men
Dekhana Vaqt Ki Nabz Tham Jaaegi
Aisa Hone Ke Kuchh Duaaon Ka
Umr Bhar Jo Milen Un Panaahon Ka
Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar
Tere Aane Ka Tujhako Paane Ka Phir Na Jaane Ka Intazaar
Tere Aane Ka Tujhako Paane Ka Phir Na Jaane Ka Intazaar
Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar
Tuesday, March 22, 2011
mere sapno ki rani

ek arse se hamne unhe sapno me tarasha
in saanso se bhi badhkar unko chaha
in hath ki lakiro me aaj bhi unka naam dhundhte hai
wo mile na mile ye to kismat hai
unki ek jhalak ko ham aaj bhi taraste hai
hotho pe uske apna naam ho na ho
unpe muskan dekh kar ham aaj bhi marte hai
ye dard-e-dil kabhi kam ho na ho
ham to aaj bhi unhe dil me jagah dete hai
Friday, March 18, 2011
Dil aksar rota hai teri yaad me
Har Taraf tera chehra dikhta hai
Nazar fere bhi to fere kaise
Socha tha bhul jayenge tumhe
Par tumhe bhule bhi to bhule kaise
Unmid na thi ki tum aaoge
Par jab aa gaye ho to in kadmo ko roke to roke kaise
Un yaado ko tumhari baato ko ab bhi soch kar muskura dete hai
Dil-e-izehar ko chupaye to chupaye kaise
Tum gair ki ho ye jante hai
Par tumhe gair banaye to banaye kaise
In duriyo se gila nahi hai hame
Ye duriya to hamne hi banai hai
Par in rasto me chalna chahe to chale kaise
Teri ek adad muskan ke liye hamne apna dil tora
Ab ye dil jorna chahe bhi to jore kaise
Nazar fere bhi to fere kaise
Socha tha bhul jayenge tumhe
Par tumhe bhule bhi to bhule kaise
Unmid na thi ki tum aaoge
Par jab aa gaye ho to in kadmo ko roke to roke kaise
Un yaado ko tumhari baato ko ab bhi soch kar muskura dete hai
Dil-e-izehar ko chupaye to chupaye kaise
Tum gair ki ho ye jante hai
Par tumhe gair banaye to banaye kaise
In duriyo se gila nahi hai hame
Ye duriya to hamne hi banai hai
Par in rasto me chalna chahe to chale kaise
Teri ek adad muskan ke liye hamne apna dil tora
Ab ye dil jorna chahe bhi to jore kaise
Subscribe to:
Posts (Atom)