Tuesday, March 22, 2011

mere sapno ki rani


ek arse se hamne unhe sapno me tarasha
in saanso se bhi badhkar unko chaha
in hath ki lakiro me aaj bhi unka naam dhundhte hai
wo mile na mile ye to kismat hai
unki ek jhalak ko ham aaj bhi taraste hai
hotho pe uske apna naam ho na ho
unpe muskan dekh kar ham aaj bhi marte hai
ye dard-e-dil kabhi kam ho na ho
ham to aaj bhi unhe dil me jagah dete hai

No comments:

Post a Comment