Tuesday, April 26, 2011

my all time fav song.....ye jo chilman hai

Zidagi ke saar me akele the ham...great ghazal by Noor Jahan

khwabon ko sach---Prem geet

khwabon ko sach na kar du ek raat aaisi de do
khwabon ko sach na kar du ek raat aaisi de do
jo umra bhar na bhule saugaat aaisi de do
jo umra bhar na bhule saugaat aaisi de do

mujhe dhak lo kesuon mein, tum banke pyaar barso
mujhe dhak lo kesuon mein, tum banke pyaar barso
tum banke pyaar barso
do dil rahe na pyaase barsaat aaisi de do
do dil rahe na pyaase barsaat aaisi de do

ye husn ka khazana ye mera khali daaman
ye husn ka khazana ye mera khali daaman
ye mera khali daaman
shaahu ko maat kar de khairaat aaisi de do
khwabon ko sach na karadu ek raat aaisi de do
khwabon ko sach na karadu ek raat aaisi de do
jo umra bhar na bhule saugaat aaisi de do
jo umra bhar na bhule saugaat aaisi de do

Mohabbat aur nafrat

hamne unhe chaha ye hamari khta nahi thi
dil tha aa hi gaya ispe kisi ka jor nahi
agar wo na chahe hame iska hame gam nahi
dil me mohabat thi hai aur rahegi
nafrat kabhi hamne ki to nahi thi.