Aaj bhi unki adao me ek kashish si hai jab bhi murti hai hame yahi lagta hai ye unki koi ada hai hame jalane ki
wo hame dekhe ya na dekhe par apni to har ek nazar ko intezar hai unke didar ki
kuch kahu ya na kahu unse ye soch kar umar na guzar jaye yahi dar rahta hai
kya karu dil ko kitna bhi samjhao par unhe kho dene se bhi to darta hu
