Thursday, May 26, 2011

sapno ki udan

warso se soya tha aaj neend se jaga hu
khwabo se mohabat thi hame kya karta
par ek nasha hai hame khawabo ko jine ka
ek vishwas hai sapne dene wale khuda par
ye khwab nahi meri nayi udan ki pehchan hai
ek udan chand sitaro ko agosh me lene ki
pankh chhote hai magar hausla bara hai


No comments:

Post a Comment